Sunday, 6 May 2018

kch log apke life mai aesy hoty hain jin sy na nafrat hoti hai na pyar... bcz ap un sy koi b rishta rakhna nhi chehty....
usy lgta hai wo aj b mera dil ma basta hai..wo ya samjhna he nhi chehta.. koi ktna bhi aziz ku na ho aik bar dil sy utr jya phir wo mokam hasil nhi kr sakhta jo kabhi uska tha.. wo insan khud b cheiya tou wo mokam nhi dy sakhta dobara jo phly kabhi uska dil ma hua krta tha.. wo yahi soch kr dobara mistake(hurt) krta hai khair hai koi nhi mnanay sy maan jya ga...
Ishq Teri Inteha Ishq Meri Inteha Tu Bhi Abi Na Timan Mein Bhi Abi Na Timam

Ankhain

Tere jamal se ankhain aim haseen hain meri Tere khayal se dil main chiragh jalte hain