Monday, 1 January 2018

Kamyabi kabhi badi nahi hoti.. Pane wale hamesha bade hote hai.. Darar kabhi badi nahi hoti.. Bharne wale hamesha bade hote hai.. Itihaas ke har panne par likha hai.. Dosti kabhi badi nahi hoti.. Nibhane wale hamesha bade hote hai..!!!
We Met It Was Luck! We Talked It Was Chance! We Became Friends It Was Destiny! We R Still Friends It Is Faith! We’ll Always Be Friends Its A Promise! On This Promise Day!!! $ what u can do?
" Kehte hain dost banana zindagi hai Dosti nibhana zindagi hai Kitne bhi busy kyun na rahe din bhar Magar ek pal ke liye hi sahi Doston ki yaad aana hi zindagi hai " #log khty hain ya sach hai kia apko b lgta hai?
Woh yaad nahi karte, Hum bhula nahi sakte. Woh hansa nahi sakte, Hum rula nahi sakte. Dosti itni khoobsurat hai hamaari ki… Woh bata nahi sakte, Aur hum jata nahi sakte...!!
sar-e-rāh kuchh bhī kahā nahīñ kabhī us ke ghar maiñ gayā nahīñ maiñ janam janam se usī kā huuñ use aaj tak ye patā nahīñ use paak nazroñ se chūmnā bhī ibādatoñ meñ shumār hai koī phuul laakh qarīb ho kabhī maiñ ne us ko chhuā nahīñ ye ḳhudā kī den ajiib hai ki isī kā naam nasīb hai jise tū ne chāhā vo mil gayā jise maiñ ne chāhā milā nahīñ isī shahr meñ ka.ī saal se mire kuchh qarībī aziiz haiñ unheñ merī koī ḳhabar nahīñ mujhe un kā koī patā nahīñ #badly missing my friend aliya
Dosti aam hai lekin aye dost, Dost milta hai barri mushkil se.. #s

Ankhain

Tere jamal se ankhain aim haseen hain meri Tere khayal se dil main chiragh jalte hain