Friday, 3 April 2020

Ankhain

Tere jamal se ankhain aim haseen hain meri Tere khayal se dil main chiragh jalte hain

Toot Ke Chahna

Muhabat Ke Bad Muhabat Mumkin Hai Faraz Par Toot Ke Chahna Sirf Aik Bar Hota Bhai

Wafa

Mere yad'on si bach kar nikle tu wadaa hain mere tuj si Main khud dunya si keh do'nge mere wafa main kame thi

Guzra lamho ki yad m

Ye din yuhin guzar jaen ge , Shayad hum dost yuhin bichar jaen ge, Naraz mat hona hmari shararton se, Yehi wo pal hai jo aksar yaad ayen ge

Ankhain

Tere jamal se ankhain aim haseen hain meri Tere khayal se dil main chiragh jalte hain