Monday, 1 January 2018

Kamyabi kabhi badi nahi hoti.. Pane wale hamesha bade hote hai.. Darar kabhi badi nahi hoti.. Bharne wale hamesha bade hote hai.. Itihaas ke har panne par likha hai.. Dosti kabhi badi nahi hoti.. Nibhane wale hamesha bade hote hai..!!!

No comments:

Post a Comment

Ankhain

Tere jamal se ankhain aim haseen hain meri Tere khayal se dil main chiragh jalte hain